Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan, Urdu Ghazal By Noor Fatima Noor

Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor Fatima Noor. Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس قدر کیں جذبۂ الفت کی پردہ پوشیاں

نور فاطمہ نور

اس قدر کیں جذبۂ الفت کی پردہ پوشیاں

ڈس رہی ہیں آج خود مجھ کو مری خاموشیاں

کون سے صحرا کے کانٹے بچھ گئے ہیں راہ میں

کون سی منزل پہ آ کر لٹ گئیں گل پوشیاں

کیا ہوا وہ سوز فرقت اور سرور انتظار

دل سے تیری یاد کی دن رات ہم آغوشیاں

ہر اک آہٹ پر ترے آنے کا ہوتا تھا گماں

خاک میں سب مل گئیں ہیں وہ ہمہ تن گوشیاں

پھیکی پھیکی ہو گئی ہے اب تری تحریر بھی

رنجش پیہم نے تیری چھین لیں مے نوشیاں

بد گمانی کی ہوا سے گل نہ ہو شمع وفا

ذہن و دل میں ہو رہی ہیں آج یہ سرگوشیاں

عمر بھر کا غم بنی ہے نورؔ وہ پل کی خوشی

ہوش کے عالم میں بھی چھانے لگیں بے ہوشیاں

نور فاطمہ نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan

Noor Fatima Noor

is qadar kin jazba-e-ulfat ki parda-poshiyan
Das rahi hain aaj KHud mujh ko meri KHamoshiyan

kaun se sahra ke kanTe bichh gae hain rah mein
kaun si manzil pe aa kar luT gain gul-poshiyan

kya hua wo soz-e-furqat aur surur-e-intizar
dil se teri yaad ki din raat ham-aghoshiyan

har ek aahaT par tere aane ka hota tha guman
KHak mein sab mil gain hain wo hama-tan-goshiyan

phiki phiki ho gai hai ab teri tahrir bhi
ranjish-e-paiham ne teri chhin lin mai-noshiyan

bad-gumani ki hawa se gul na ho sham-e-wafa
zehn-o-dil mein ho rahi hain aaj ye sargoshiyan

umr bhar ka gham bani hai 'nur' wo pal ki KHushi
hosh ke aalam mein bhi chhane lagin be-hoshiyan

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan written by Noor Fatima Noor at UrduPoint. Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan is one of the masterpieces written by Noor Fatima Noor. You can also find the complete poetry collection of Noor Fatima Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor Fatima Noor' above.

Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Qadar Kin Jazba-e-ulfat Ki Parda-poshiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.