Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi

Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi. Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے کچھ فکر اے ہمدم نہیں ہے

نور الہدیٰ نور ذبیحی بنارسی

مجھے کچھ فکر اے ہمدم نہیں ہے

یہی غم ہے کہ کوئی غم نہیں ہے

گلے لگ جا تو ہی اے نا مرادی

کہ اب اپنا کوئی ہمدم نہیں ہے

قرینے سے سجے ہیں جام و مینا

نظام میکدہ برہم نہیں ہے

زمانے کی نظر ہے بدلی بدلی

کوئی اپنا شریک غم نہیں ہے

ہمارے اشک کے قطرے سے بچنا

کہ چنگاری ہے یہ شبنم نہیں ہے

اٹھے گا نورؔ کیونکر بار فرقت

یہ غم دو چار دن کا غم نہیں ہے

نور الہدیٰ نور ذبیحی بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai

Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi

mujhe kuchh fikr ai hamdam nahin hai
yahi gham hai ki koi gham nahin hai

gale lag ja tu hi ai na-muradi
ki ab apna koi hamdam nahin hai

qarine se saje hain jam-o-mina
nizam-e-maikada barham nahin hai

zamane ki nazar hai badli badli
koi apna sharik-e-gham nahin hai

hamare ashk ke qatre se bachna
ki chingari hai ye shabnam nahin hai

uThega 'nur' kyunkar bar-e-furqat
ye gham do chaar din ka gham nahin hai

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai written by Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi at UrduPoint. Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi. You can also find the complete poetry collection of Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi' above.

Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Kuchh Fikr Ai Hamdam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.