Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya, Urdu Ghazal By Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi

Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi. Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کار ہستی خار و گل کے درمیاں بنتا گیا

نور الہدیٰ نور ذبیحی بنارسی

کار ہستی خار و گل کے درمیاں بنتا گیا

بجلیاں گرتی گئیں اور آشیاں بنتا گیا

اشک خوں بہنے کا چہرے پر نشاں بنتا گیا

میں مجسم درد و غم کی داستاں بنتا گیا

آہ و گریہ نا مناسب ضبط فطرت کے خلاف

درد میرے واسطے اک امتحاں بنتا گیا

ہر قدم ابھرا کیے نقش کف پائے جمال

گل پہ گل کھلتے گئے اور گلستاں بنتا گیا

وقت نے گلچیں کے ہاتھوں قسمت گل سونپ دی

یعنی ہر باغی چمن کا باغباں بنتا گیا

سچ تو یہ ہے انقلابات زمانہ کے طفیل

ایک ایک رہزن امیر کارواں بنتا گیا

سب مجھے کہتے ہیں خوشہ چین گلزار ذبیحؔ

نورؔ انہیں کے فیض سے رنگیں بیاں بنتا گیا

نور الہدیٰ نور ذبیحی بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya

Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi

kar-e-hasti KHar-o-gul ke darmiyan banta gaya
bijliyan girti gain aur aashiyan banta gaya

ashk-e-KHun bahne ka chehre par nishan banta gaya
main mujassam dard-o-gham ki dastan banta gaya

aah-o-girya na-munasib zabt fitrat ke KHilaf
dard mere waste ek imtihan banta gaya

har qadam ubhra kiye naqsh-e-kaf-e-pa-e-jamal
gul pe gul khilte gae aur gulsitan banta gaya

waqt ne gulchin ke hathon qismat-e-gul saunp di
yani har baghi chaman ka baghban banta gaya

sach to ye hai inqilabaat-e-zamana ke tufail
ek ek rahzan amir-e-karwan banta gaya

sab mujhe kahte hain KHosha-chin-e-gulzar-e-'zabih'
'nur' unhin ke faiz se rangin-bayan banta gaya

(588) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya written by Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi at UrduPoint. Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya is one of the masterpieces written by Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi. You can also find the complete poetry collection of Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi' above.

Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar-e-hasti Khaar-o-gul Ke Darmiyan Banta Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.