Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par, Urdu Ghazal By Nushur Wahidi

Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nushur Wahidi. Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نے کبھی نظر نہ کی دلکشیٔ حیات پر

نشور واحدی

میں نے کبھی نظر نہ کی دلکشیٔ حیات پر

میری تمام زندگی ان کی جمالیات پر

مجھ کو حیات کے سوا چاہیئے اک غم حیات

طبع غم آفریں مری رہ نہ سکی حیات پر

وہ بھی غیور و شرمگیں دل بھی نزاکت آفریں

چوٹ لگی ہے بات سے بات بڑھی ہے بات پر

چاند ہے اور چاندنی حسن ہے اور حسن یار

میرے ہزار دن نثار حسن کی ایک رات پر

حسن یہاں نظر فریب درد یہاں جگر گداز

ہائے کہ مٹ گیا نشورؔ جلوۂ بے ثبات پر

نشور واحدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par

Nushur Wahidi

main ne kabhi nazar na ki dil-kashi-e-hayat par
meri tamam zindagi un ki jamaliyat par

mujh ko hayat ke siwa chahiye ek gham-e-hayat
tab-e-gham-afrin meri rah na saki hayat par

wo bhi ghayur o sharmgin dil bhi nazakat-afrin
choT lagi hai baat se baat baDhi hai baat par

chand hai aur chandni husn hai aur husn-e-yar
mere hazar din nisar husn ki ek raat par

husn yahan nazar-fareb dard yahan jigar-gudaz
hae ki miT gaya 'nushur' jalwa-e-be-sabaat par

(392) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par written by Nushur Wahidi at UrduPoint. Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par is one of the masterpieces written by Nushur Wahidi. You can also find the complete poetry collection of Nushur Wahidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nushur Wahidi' above.

Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maine Kabhi Nazar Na Ki Dil-kashi-e-hayat Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.