Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai, Urdu Ghazal By Obaidur Rahman

Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Obaidur Rahman. Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نکھرنا عقل و خرد کا اگر ضروری ہے

عبید الرحمان

نکھرنا عقل و خرد کا اگر ضروری ہے

جنوں کی راہبری میں سفر ضروری ہے

حقیقتوں سے جو ہوتا ہے آشنا اے دوست

تو اس کے واسطے راہ خطر ضروری ہے

کسی کی نیچی نظر کا سلام ساتھ رہے

سفر کے واسطے زاد سفر ضروری ہے

مگر یہ شرط ہے ہر لفظ روح سے نکلے

دعائے نیم شبی میں اثر ضروری ہے

دلوں کا حال نہ چہروں سے ہو سکے ظاہر

خرد کے دور میں یہ بھی ہنر ضروری ہے

عبیدؔ دوسروں کو کر چکے بہت تلقین

اب اپنے آپ پہ بھی اک نظر ضروری ہے

عبید الرحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai

Obaidur Rahman

nikharna aql-o-KHirad ka agar zaruri hai
junun ki rahbari mein safar zaruri hai

haqiqaton se jo hota hai aashna ai dost
to is ke waste rah-e-KHatar zaruri hai

kisi ki nichi nazar ka salam sath rahe
safar ke waste zad-e-safar zaruri hai

magar ye shart hai har lafz ruh se nikle
dua-e-nim-shabi mein asar zaruri hai

dilon ka haal na chehron se ho sake zahir
KHirad ke daur mein ye bhi hunar zaruri hai

'obaid' dusron ko kar chuke bahut talqin
ab apne aap pe bhi ek nazar zaruri hai

(705) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai written by Obaidur Rahman at UrduPoint. Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai is one of the masterpieces written by Obaidur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Obaidur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Obaidur Rahman' above.

Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nikharna Aql-o-KHirad Ka Agar Zaruri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.