Alfaz Ke Tarik Baadal, Urdu Nazam By Paigham Aafaqi

Alfaz Ke Tarik Baadal is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Paigham Aafaqi. Alfaz Ke Tarik Baadal comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Alfaz Ke Tarik Baadal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

الفاظ کے تاریک بادل

پیغام آفاقی

الفاظ کے جادو سے

سحر کاروں نے ہر وقت

پتھر کو کبھی شیشہ

کبھی آگ کو شبنم

نفرت کو محبت کبھی انسان کو حیوان۔۔۔۔۔ حیوان بنایا

جس راہ پہ چلتے رہے گمراہ مسافر

ان راہوں کو ہر موڑ پہ، بے موڑ پہ

اس طرح گھمایا

کہ جیسے خلاؤں میں سبھی گھوم رہے ہوں

دیوانوں کی مانند

گردش نے انہیں اور بھی

دیوانہ بنایا

دیوانوں کے قدموں میں یہ لٹکی ہوئی زنجیر الفاظ کی

اب چیخ رہی ہے

الفاظ پہ دیوانے بھروسہ نہیں کرتے

پیغام آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Alfaz Ke Tarik Baadal

Paigham Aafaqi

alfaz ke jadu se
sehr-karon ne har waqt
patthar ko kabhi shisha
kabhi aag ko shabnam
nafrat ko mohabbat kabhi insan ko haiwan haiwan banaya
jis rah pe chalte rahe gumrah musafir
un rahon ko har moD pe, be-moD pe
is tarah ghumaya
ki jaise KHalaon mein sabhi ghum rahe hon
diwanon ki manind
gardish ne unhen aur bhi
diwana banaya
diwanon ke qadmon mein ye laTki hui zanjir alfaz ki
ab chiKH rahi hai
alfaz pe diwane bharosa nahin karte

(804) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Alfaz Ke Tarik Baadal written by Paigham Aafaqi at UrduPoint. Alfaz Ke Tarik Baadal is one of the masterpieces written by Paigham Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Paigham Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Paigham Aafaqi' above.

Alfaz Ke Tarik Baadal is a widely read Urdu Nazam. If you like Alfaz Ke Tarik Baadal, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.