Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Paikar Jafari

Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Paikar Jafari. Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب وصل ہم مختصر دیکھتے ہیں

پیکر جعفری

شب وصل ہم مختصر دیکھتے ہیں

ادھر آنکھ جھپکی سحر دیکھتے ہیں

مریض محبت کی ہو خیر یا رب

یہ رہ رہ کے کیوں چارہ گر دیکھتے ہیں

پئے پرسش غم کوئی آ رہا ہے

ہم آہوں کا اپنی اثر دیکھتے ہیں

ہمیں یاد آتا ہے صحن گلستاں

جو زنداں کے دیوار و در دیکھتے ہیں

ہر اک شے میں ہے تیرے جلوؤں کا پرتو

تجھے صاف اہل نظر دیکھتے ہیں

تصور جو ہے زلف و عارض کا ان کی

بہ یک وقت شام و سحر دیکھتے ہیں

اثر کر چلی ہے مری آہ پیکرؔ

انہیں آج نزدیک تر دیکھتے ہیں

پیکر جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain

Paikar Jafari

shab-e-wasl hum muKHtasar dekhte hain
idhar aankh jhapki sahar dekhte hain

mariz-e-mohabbat ki ho KHair ya-rab
ye rah rah ke kyon chaaragar dekhte hain

pae-pursish-e-gham koi aa raha hai
hum aahon ka apni asar dekhte hain

hamein yaad aata hai sehn-e-gulistan
jo zindan ke diwar-o-dar dekhte hain

har ek shai mein hai tere jalwon ka partaw
tujhe saf ahl-e-nazar dekhte hain

tasawwur jo hai zulf-o-ariz ka un ki
ba-yak-waqt sham-o-sahar dekhte hain

asar kar chali hai meri aah 'paikar'
unhen aaj nazdik-tar dekhte hain

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain written by Paikar Jafari at UrduPoint. Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Paikar Jafari. You can also find the complete poetry collection of Paikar Jafari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Paikar Jafari' above.

Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-wasl Hum MuKHtasar Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.