Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein, Urdu Ghazal By Paikar Jafari

Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Paikar Jafari. Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہیں راہزن بھی ابھی رہبری کے پردے میں

پیکر جعفری

ہیں راہزن بھی ابھی رہبری کے پردے میں

سیاہ دل ہیں اسی روشنی کے پردے میں

سکون قلب کہاں زندگی کے پردے میں

جب آدمی ہی نہیں آدمی کے پردے میں

مآل منزل الفت ارے معاذ اللہ

کبھی کسی کو ملا ہے خوشی کے پردے میں

دعائے خیر کرے جو بھی اس طرف آئے

نشان قبر کہے خامشی کے پردے میں

مذاق شوق کا بس اس قدر ہے افسانہ

غم شدید ہے پیکر خوشی کے پردے میں

پیکر جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein

Paikar Jafari

hain rahzan bhi abhi rahbari ke parde mein
siyah dil hain isi raushni ke parde mein

sukun-e-qalb kahan zindagi ke parde mein
jab aadmi hi nahin aadmi ke parde mein

maal-e-manzil-e-ulfat are maaz-allah
kabhi kisi ko mila hai KHushi ke parde mein

dua-e-KHair kare jo bhi is taraf aae
nishan-e-qabr kahe KHamushi ke parde mein

mazaq-e-shauq ka bas is qadar hai afsana
gham-e-shadid hai paikar KHushi ke parde mein

(422) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein written by Paikar Jafari at UrduPoint. Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein is one of the masterpieces written by Paikar Jafari. You can also find the complete poetry collection of Paikar Jafari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Paikar Jafari' above.

Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hain Rahzan Bhi Abhi Rahbari Ke Parde Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.