Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya, Urdu Ghazal By Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi

Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi. Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب ہو چکی شراب تو میں مست مر گیا

پنڈت دیا شنکر نسیم لکھنوی

جب ہو چکی شراب تو میں مست مر گیا

شیشے کے خالی ہوتے ہی پیمانہ بھر گیا

نے قاصد خیال نہ پیک نظر گیا

ان تک میں اپنی آپ ہی لے کر خبر گیا

روح روان و جسم کی صورت میں کیا کہوں

جھونکا ہوا کا تھا ادھر آیا ادھر گیا

طوفان نوح اس میں ہو یا شور حشر ہو

ہوتا جو کچھ ہے ہوگا جو گزرا گزر گیا

سمجھا ہے حق کو اپنے ہی جانب ہر ایک شخص

یہ چاند اس کے ساتھ چلا جو جدھر گیا

شوریدگی سے میری یہاں تک وہ تنگ تھے

روٹھا جو میں تو خیر منائی کہ شر گیا

میں نے بھی آنکھیں دیکھی ہیں پریوں کی جاؤ بھی

تم نے دکھائی آنکھ مجھے اور میں ڈر گیا

گزرا جہاں سے میں تو کہا سن کے یار نے

قصہ گیا فساد گیا درد سر گیا

کاغذ سیاہ کرتے ہو کس کے لیے نسیمؔ

آیا جواب خط تمہیں اور نامہ بر گیا

پنڈت دیا شنکر نسیم لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi

jab ho chuki sharab to main mast mar gaya
shishe ke KHali hote hi paimana bhar gaya

ne qasid-e-KHayal na paik-e-nazar gaya
un tak main apni aap hi le kar KHabar gaya

ruh-e-ruwan-o-jism ki surat main kya kahun
jhonka hawa ka tha idhar aaya udhar gaya

tufan-e-nuh is mein ho ya shor-e-hashr ho
hota jo kuchh hai hoga jo guzra guzar gaya

samjha hai haq ko apne hi jaanib har ek shaKHs
ye chand us ke sath chala jo jidhar gaya

shoridgi se meri yahan tak wo tang the
ruTha jo main to KHair manai ki shar gaya

main ne bhi aankhen dekhi hain pariyon ki jao bhi
tum ne dikhai aankh mujhe aur main Dar gaya

guzra jahan se main to kaha sun ke yar ne
qissa gaya fasad gaya dard-e-sar gaya

kaghaz siyah karte ho kis ke liye 'nasim'
aaya jawab-e-KHat tumhein aur nama-bar gaya

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi Poetry

You can read Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya written by Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi at UrduPoint. Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya is one of the masterpieces written by Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi' above.

Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Ho Chuki Sharab To Main Mast Mar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.