Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah, Urdu Ghazal By Pasha Rahman

Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pasha Rahman. Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی جو رہتے تھے اس شہر میں خدا کی طرح

پاشا رحمان

کبھی جو رہتے تھے اس شہر میں خدا کی طرح

وہ مٹ گئے ہیں مرے نقش ہائے پا کی طرح

کہاں تھا ہوش کہ میں عرض مدعا کرتا

گزر گئے وہ مرے پاس سے ہوا کی طرح

دھیان تک نہ دیا میرے ہم نشینوں نے

میں گونجتا رہا صحرا میں اک صدا کی طرح

وہ جن کی یاد کی خوشبو مجھے ستاتی ہے

بسے ہوئے ہیں مرے ذہن میں صبا کی طرح

وفا کی ریت ہمیشہ سے کچھ نرالی ہے

جزا بھی ملتی ہے اس راہ میں سزا کی طرح

کبھی تو آؤ کہ دل کو قرار آ جائے

چلے بھی آؤ کسی روز تو قضا کی طرح

پاشا رحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah

Pasha Rahman

kabhi jo rahte the is shahar mein KHuda ki tarah
wo miT gae hain mere naqsh-ha-e-pa ki tarah

kahan tha hosh ki main arz-e-muddaa karta
guzar gae wo mere pas se hawa ki tarah

dhyan tak na diya mere ham-nashinon ne
main gunjta raha sahra mein ek sada ki tarah

wo jin ki yaad ki KHushbu mujhe satati hai
base hue hain mere zehn mein saba ki tarah

wafa ki rit hamesha se kuchh nirali hai
jaza bhi milti hai is rah mein saza ki tarah

kabhi to aao ki dil ko qarar aa jae
chale bhi aao kisi roz to qaza ki tarah

(474) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah written by Pasha Rahman at UrduPoint. Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah is one of the masterpieces written by Pasha Rahman. You can also find the complete poetry collection of Pasha Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pasha Rahman' above.

Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Jo Rahte The Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.