Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai, Urdu Ghazal By Pawan Kumar

Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pawan Kumar. Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لہو آنکھوں میں جمتا جا رہا ہے

پون کمار

لہو آنکھوں میں جمتا جا رہا ہے

یہ دریا خشک پڑتا جا رہا ہے

جسے صدیوں کی وسعت ہے میسر

وہ لمحوں میں سمٹتا جا رہا ہے

جسے دل میں اترنا چاہئے تھا

وہی دل سے اترتا جا رہا ہے

سفینہ پھر سے کوئی ضد کے چلتے

ہواؤں سے الجھتا جا رہا ہے

تماشا گر تو ہیں موجود لیکن

یہ مجمع کیوں اکھڑتا جا رہا ہے

تمہارا عکس ہے یا کوئی جادو

ہر آئینہ سنورتا جا رہا ہے

پون کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai

Pawan Kumar

lahu aankhon mein jamta ja raha hai
ye dariya KHushk paDta ja raha hai

jise sadiyon ki wusat hai mayassar
wo lamhon mein simaTta ja raha hai

jise dil mein utarna chahiye tha
wahi dil se utarta ja raha hai

safina phir se koi zid ke chalte
hawaon se ulajhta ja raha hai

tamasha-gar to hain maujud lekin
ye majma kyun ukhaDta ja raha hai

tumhaara aks hai ya koi jadu
har aaina sanwarta ja raha hai

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai written by Pawan Kumar at UrduPoint. Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai is one of the masterpieces written by Pawan Kumar. You can also find the complete poetry collection of Pawan Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pawan Kumar' above.

Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahu Aankhon Mein Jamta Ja Raha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.