Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun, Urdu Ghazal By Pawan Kumar

Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pawan Kumar. Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تقسیم تذکرے کو میں کیسے رقم کروں

پون کمار

تقسیم تذکرے کو میں کیسے رقم کروں

تنہائیوں میں بیٹھوں کہ آنکھوں کو نم کروں

حرص و ہوس کے ساتھ بھی فانی ہے زندگی

کیا اس کے واسطے کوئی ساماں بہم کروں

بڑھنے لگا ہے سلسلۂ اعتماد پھر

اس سلسلے کو اور بڑھاؤں کہ کم کروں

تو پھر سے آ گیا ہے مری زندگی میں دوست

اس بات کا میں لطف اٹھاؤں کہ غم کروں

مقصد ہے میرے سامنے اپنی شناخت کا

پامال راستوں کو میں کیوں ہم قدم کروں

پون کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun

Pawan Kumar

taqsim tazkire ko main kaise raqam karun
tanhaiyon mein baiThun ki aankhon ko nam karun

hirs-o-hawas ke sath bhi fani hai zindagi
kya is ke waste koi saman baham karun

baDhne laga hai silsila-e-etimad phir
is silsile ko aur baDhaun ki kam karun

tu phir se aa gaya hai meri zindagi mein dost
is baat ka main lutf uThaun ki gham karun

maqsad hai mere samne apni shanaKHt ka
pamal raston ko main kyun ham-qadam karun

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun written by Pawan Kumar at UrduPoint. Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun is one of the masterpieces written by Pawan Kumar. You can also find the complete poetry collection of Pawan Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pawan Kumar' above.

Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Taqsim Tazkire Ko Main Kaise Raqam Karun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.