Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega, Urdu Ghazal By Piyush Awasthi

Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Piyush Awasthi. Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس سے ملنے کا کوئی جب سلسلہ مل جائے گا

پیوش اوستھی

اس سے ملنے کا کوئی جب سلسلہ مل جائے گا

اس کے دل تک جانے کا کچھ راستہ مل جائے گا

عمر بھر اس نے پڑھا ہے آئینہ بن کر مجھے

دیکھ لے اس کی نظر میرا پتہ مل جائے گا

اس کے چہرے پر پڑا پردہ ہٹا کر دیکھیے

اک کنول تو جھیل میں کھلتا ہوا مل جائے گا

پھول کے گملوں کو آنگن میں سجا کر دیکھیے

بند کمروں کو بھی خوشبو کا پتہ مل جائے گا

ان اندھیرے راستوں پر کچھ دئیے رکھتا تو چل

اک دیا دل میں ترے جلتا ہوا مل جائے گا

پیوش اوستھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega

Piyush Awasthi

us se milne ka koi jab silsila mil jaega
us ke dil tak jaane ka kuchh rasta mil jaega

umr bhar us ne paDha hai aaina ban kar mujhe
dekh le us ki nazar mera pata mil jaega

us ke chehre par paDa parda haTa kar dekhiye
ek kanwal to jhil mein khilta hua mil jaega

phul ke gamlon ko aangan mein saja kar dekhiye
band kamron ko bhi KHushbu ka pata mil jaega

in andhere raston par kuchh diye rakhta to chal
ek diya dil mein tere jalta hua mil jaega

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega written by Piyush Awasthi at UrduPoint. Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega is one of the masterpieces written by Piyush Awasthi. You can also find the complete poetry collection of Piyush Awasthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Piyush Awasthi' above.

Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Se Milne Ka Koi Jab Silsila Mil Jaega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.