Koi Bhi Arman Nahin Hai, Urdu Ghazal By Poonam Yadav

Koi Bhi Arman Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Poonam Yadav. Koi Bhi Arman Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Bhi Arman Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی بھی ارمان نہیں ہے

پونم یادو

کوئی بھی ارمان نہیں ہے

یوں جینا آسان نہیں ہے

آہیں اندر گھٹ جاتی ہیں

دل میں روشن دان نہیں ہیں

چھوڑو بھی اب ان قصوں کو

ان قصوں میں جان نہیں ہے

بات چھپانا سیکھو صاحب

کس گھر میں طوفان نہیں ہے

اب بھی تیرا حصہ ہوں میں

بس تجھ کو ہی دھیان نہیں ہے

جب تب خواہش اگ آتی ہیں

دل ہے ریگستان نہیں ہے

میں اک ایسا افسانا ہوں

جس کا کچھ عنوان نہیں ہے

پونم یادو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Bhi Arman Nahin Hai

Poonam Yadav

koi bhi arman nahin hai
yun jina aasan nahin hai

aahen andar ghuT jati hain
dil mein raushan-dan nahin hain

chhoDo bhi ab in qisson ko
in qisson mein jaan nahin hai

baat chhupana sikho sahab
kis ghar mein tufan nahin hai

ab bhi tera hissa hun main
bas tujh ko hi dhyan nahin hai

jab tab KHwahish ug aati hain
dil hai registan nahin hai

main ek aisa afsana hun
jis ka kuchh unwan nahin hai

(537) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Bhi Arman Nahin Hai written by Poonam Yadav at UrduPoint. Koi Bhi Arman Nahin Hai is one of the masterpieces written by Poonam Yadav. You can also find the complete poetry collection of Poonam Yadav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Poonam Yadav' above.

Koi Bhi Arman Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Bhi Arman Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.