La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain, Urdu Ghazal By Qadr Bilgrami

La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qadr Bilgrami. La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لا کے دنیا میں ہمیں زہر فنا دیتے ہیں

قدر بلگرامی

لا کے دنیا میں ہمیں زہر فنا دیتے ہیں

ہائے اس بھول بھلیاں میں دغا دیتے ہیں

رحم بھی ظلم و ستم سے نہیں خالی ان کا

دامن تیغ سے زخموں کو ہوا دیتے ہیں

دل میں درد آنکھوں میں آشوب جگر میں سوزش

عشق کیا دیتے ہیں اک روگ لگا دیتے ہیں

منعموں کا نہیں دریوزہ گروں پر احساں

آپ کیا دیں گے وہ خالق کا دیا دیتے ہیں

دہن یار کی تعریف لکھی کیا کہنا

قدرؔ تو جھوٹ کو سچ کر کے دکھا دیتے ہیں

قدر بلگرامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain

Qadr Bilgrami

la ke duniya mein hamein zahr-e-fana dete hain
hae is bhul-bhulayyan mein dagha dete hain

rahm bhi zulm-o-sitam se nahin KHali un ka
daman-e-tegh se zaKHmon ko hawa dete hain

dil mein dard aankhon mein aashob-e-jigar mein sozish
ishq kya dete hain ek rog laga dete hain

munimon ka nahin daryuza-garon par ehsan
aap kya denge wo KHaliq ka diya dete hain

dahan-e-yar ki tarif likhi kya kahna
'qadr' to jhuT ko sach kar ke dikha dete hain

(493) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain written by Qadr Bilgrami at UrduPoint. La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain is one of the masterpieces written by Qadr Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Qadr Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qadr Bilgrami' above.

La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like La Ke Duniya Mein Hamein Zahr-e-fana Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.