Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi, Urdu Ghazal By Qaisar Nizami

Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Nizami. Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تری نظر کے اشاروں کو دلکشی بخشی

قیصر نظامی

تری نظر کے اشاروں کو دلکشی بخشی

نظر نواز نظاروں کو تازگی بخشی

خزاں کی زد میں ہی اب تک ترا گلستاں تھا

ہمیں نے آ کے بہاروں کو زندگی بخشی

چمن کو ہم نے ہی اپنے لہو سے سینچا ہے

کلی کو ہم نے ہی اک طرز دلکشی بخشی

تری ادا بھی ادا ہے وہ اک قیامت کی

یہ اور بات ہے تاروں کو دلکشی بخشی

ہے زعم چاک گریباں کو اپنی قسمت پر

کہ تم نے کیوں نہ مجال رفو گری بخشی

سنا دو اہل وفا کو یہ فلسفہ قیصرؔ

جنوں نے ہوش کی دنیا کو آگہی بخشی

قیصر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi

Qaisar Nizami

teri nazar ke ishaaron ko dil-kashi baKHshi
nazar-nawaz nazaron ko tazgi baKHshi

KHizan ki zad mein hi ab tak tera gulistan tha
hamin ne aa ke bahaaron ko zindagi baKHshi

chaman ko hum ne hi apne lahu se sincha hai
kali ko hum ne hi ek tarz-e-dil-kashi baKHshi

teri ada bhi ada hai wo ek qayamat ki
ye aur baat hai taron ko dil-kashi baKHshi

hai zoam chaak-e-gireban ko apni qismat par
ki tum ne kyun na majal-e-rafu-gari baKHshi

suna do ahl-e-wafa ko ye falsafa 'qaisar'
junun ne hosh ki duniya ko aagahi baKHshi

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi written by Qaisar Nizami at UrduPoint. Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi is one of the masterpieces written by Qaisar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Nizami' above.

Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Nazar Ke Ishaaron Ko Dil-kashi BaKHshi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.