Munharif Mujhse Ek Zamana Hai, Urdu Ghazal By Qaisar Nizami

Munharif Mujhse Ek Zamana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Nizami. Munharif Mujhse Ek Zamana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Munharif Mujhse Ek Zamana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منحرف مجھ سے اک زمانہ ہے

قیصر نظامی

منحرف مجھ سے اک زمانہ ہے

بدنصیبی کا کیا ٹھکانہ ہے

بہکی جاتی ہے چشم زاہد بھی

ہر ادا تیری والہانہ ہے

کیوں جبیں اب ہے مائل سجدہ

کیا یہیں ان کا آستانہ ہے

ظرف میکش کو تاڑ لیتی ہے

چشم ساقی کا کیا ٹھکانا ہے

والیان چمن نہیں واقف

برق آسا ہر آشیانہ ہے

اب تو رسوائیاں یقینی ہیں

ان کے لب پر مرا فسانہ ہے

سوئے کعبہ چلے تو ہو قیصرؔ

راہ میں اک شراب خانہ ہے

قیصر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Munharif Mujhse Ek Zamana Hai

Qaisar Nizami

munharif mujh se ek zamana hai
bad-nasibi ka kya Thikana hai

bahki jati hai chashm-e-zahid bhi
har ada teri walehana hai

kyun jabin ab hai mail-e-sajda
kya yahin un ka aastana hai

zarf-e-mai-kash ko taD leti hai
chashm-e-saqi ka kya Thikana hai

waliyan-e-chaman nahin waqif
barq-asa har aashiyana hai

ab to ruswaiyan yaqini hain
un ke lab par mera fasana hai

su-e-kaba chale to ho 'qaisar'
rah mein ek sharab-KHana hai

(366) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Munharif Mujhse Ek Zamana Hai written by Qaisar Nizami at UrduPoint. Munharif Mujhse Ek Zamana Hai is one of the masterpieces written by Qaisar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Nizami' above.

Munharif Mujhse Ek Zamana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Munharif Mujhse Ek Zamana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.