Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le, Urdu Ghazal By Qasim Raza Mustafai

Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qasim Raza Mustafai. Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک دو تین نہیں سارے قبائل کر لے

قاسم رضا مصطفائی

ایک دو تین نہیں سارے قبائل کر لے

کوئی منطق ہے ترے پاس جو قائل کر لے

جرم ثابت ہے معافی تو نہیں ہو سکتی

پیش کرنے ہیں اگر تو نے دلائل کر لے

صف اول کا سپاہی ہوں سو مرنے سے رہا

اب تو آیا ہے تو یوں کر مجھے گھائل کر لے

قحط ہوں اور ترے شہر میں پڑ سکتا ہوں

جتنے کر سکتا ہے مٹھی میں وسائل کر لے

اتنا کچا نہیں قاسمؔ کہ حقیقت کے سوا

اپنی بینائی کسی خواب پہ زائل کر لے

قاسم رضا مصطفائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le

Qasim Raza Mustafai

ek do tin nahin sare qabail kar le
koi mantiq hai tere pas jo qail kar le

jurm sabit hai muafi to nahin ho sakti
pesh karne hain agar tu ne dalael kar le

saf-e-awwal ka sipahi hun so marne se raha
ab tu aaya hai to yun kar mujhe ghayal kar le

qaht hun aur tere shahar mein paD sakta hun
jitne kar sakta hai muTThi mein wasail kar le

itna kachcha nahin 'qasim' ki haqiqat ke siwa
apni binai kisi KHwab pe zail kar le

(543) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le written by Qasim Raza Mustafai at UrduPoint. Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le is one of the masterpieces written by Qasim Raza Mustafai. You can also find the complete poetry collection of Qasim Raza Mustafai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qasim Raza Mustafai' above.

Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Do Tin Nahin Sare Qabail Kar Le, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.