Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab, Urdu Ghazal By Qasim Raza Mustafai

Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qasim Raza Mustafai. Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تاریکیوں میں دیکھتا ہوں روز خون خواب

قاسم رضا مصطفائی

تاریکیوں میں دیکھتا ہوں روز خون خواب

شب کو سہارا دیتا شکستہ ستون خواب

ہر آنکھ کے لیے نہیں ہوتی سکوں کی نیند

ہر نیند کے لیے نہیں ہوتا سکون خواب

اپنی خوشی میں کس کو بتاؤں کہ ان دنوں

اک شخص آ کے ملتا ہے مجھ کو درون خواب

پرواز دیکھتا تھا ہماری ستارہ ساز

ہم کو گئے دنوں میں بہت تھا جنون خواب

منظر میں آنکھ کھلتے ہی بھر جاتا ہے سکوت

خوف و ہراس کی وہ فضا ہے برون خواب

قاسم رضا مصطفائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab

Qasim Raza Mustafai

tarikiyon mein dekhta hun roz KHun-e-KHwab
shab ko sahaara deta shikasta sutun-e-KHwab

har aankh ke liye nahin hoti sukun ki nind
har nind ke liye nahin hota sukun-e-KHab

apni KHushi mein kis ko bataun ki in dinon
ek shaKHs aa ke milta hai mujh ko darun-e-KHwab

parwaz dekhta tha hamari sitara-saz
hum ko gae dinon mein bahut tha junun-e-KHwab

manzar mein aankh khulte hi bhar jata hai sukut
KHauf-o-hiras ki wo faza hai barun-e-KHwab

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab written by Qasim Raza Mustafai at UrduPoint. Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab is one of the masterpieces written by Qasim Raza Mustafai. You can also find the complete poetry collection of Qasim Raza Mustafai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qasim Raza Mustafai' above.

Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tarikiyon Mein Dekhta Hun Roz KHun-e-KHwab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.