Kaho Kuchh To Kaho, Urdu Nazam By Qazi Saleem

Kaho Kuchh To Kaho is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Qazi Saleem. Kaho Kuchh To Kaho comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Kaho Kuchh To Kaho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہو کچھ تو کہو

قاضی سلیم

کہو شاید ہمارے گوشت کے اندر

لہو کے برقیوں میں

اور دھمکتی دھمنیوں میں

آنکھ بن کر اب بھی کوئی جاگتا ہے

وہی سچائیوں کی قبر کا آسیب

اندھے آئنوں کے عکس کو کوندا

ہمیشہ کے سمندر کا بلاوا

موت کی سانسوں کا لہرا

بھیک کا کاسہ

کچھ ایسا جس کی شاید اک چھون سے

ہماری خودکشی قربانیوں کا نام پاتی ہے

کہو جو کچھ بھی ہے

جیسا بھی ہے

وہ آج زندہ ہے

کہو کچھ تو کہو وہ جھوٹ ہی پھر آج دہراؤ

قاضی سلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaho Kuchh To Kaho

Qazi Saleem

kaho shayad hamare gosht ke andar
lahu ke barqiyon mein
aur dhamakti dhamniyon mein
aankh ban kar ab bhi koi jagta hai
wahi sachchaiyon ki qabr ka aaseb
andhe aainon ke aks ko kaunda
hamesha ke samundar ka bulawa
maut ki sanson ka lahra
bhik ka kasa
kuchh aisa jis ki shayad ek chhuwan se
hamari KHud-kushi qurbaniyon ka nam pati hai

kaho jo kuchh bhi hai
jaisa bhi hai
wo aaj zinda hai
kaho kuchh to kaho wo jhuT hi phir aaj doharao

(427) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kaho Kuchh To Kaho written by Qazi Saleem at UrduPoint. Kaho Kuchh To Kaho is one of the masterpieces written by Qazi Saleem. You can also find the complete poetry collection of Qazi Saleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Saleem' above.

Kaho Kuchh To Kaho is a widely read Urdu Nazam. If you like Kaho Kuchh To Kaho, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.