Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai, Urdu Ghazal By Rafeeq Anjum

Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafeeq Anjum. Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس دور میں ایسا کوئی انسان نہیں ہے

رفیق انجم

اس دور میں ایسا کوئی انسان نہیں ہے

جو سوزش پنہاں سے پریشان نہیں ہے

لے ڈوبی تمنائے گہر مجھ کو بھی یارو

دریا سے ابھرنے کا اب امکان نہیں ہے

ہم پر ہی بس الزام لگا جلتے دنوں کا

اک تلخ حقیقت ہے یہ بہتان نہیں ہے

ہر گام پہ ہے دل کے لٹیروں کا بسیرا

اس راہ پہ چلنا کوئی آسان نہیں ہے

احساس کے ساحل پہ کھڑا سوچ رہا ہوں

لفظوں کے سمندر میں وہ طوفان نہیں ہے

بھونرے تو بہت چاؤ سے پھر آتے ہیں انجمؔ

اور آج مری میز پہ گلدان نہیں ہے

رفیق انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai

Rafeeq Anjum

is daur mein aisa koi insan nahin hai
jo sozish-e-pinhan se pareshan nahin hai

le Dubi tamanna-e-guhar mujh ko bhi yaro
dariya se ubharne ka ab imkan nahin hai
hum par hi bas ilzam laga jalte dinon ka
ek talKH haqiqat hai ye bohtan nahin hai

har gam pe hai dil ke luTeron ka basera
is rah pe chalna koi aasan nahin hai

ehsas ke sahil pe khaDa soch raha hun
lafzon ke samundar mein wo tufan nahin hai

bhanwre to bahut chaw se phir aate hain 'anjum'
aur aaj meri mez pe gul-dan nahin hai

(334) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai written by Rafeeq Anjum at UrduPoint. Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai is one of the masterpieces written by Rafeeq Anjum. You can also find the complete poetry collection of Rafeeq Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafeeq Anjum' above.

Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Daur Mein Aisa Koi Insan Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.