Mujh Jaisa, Urdu Nazam By Rafiullah Mian

Mujh Jaisa is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Rafiullah Mian. Mujh Jaisa comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mujh Jaisa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ جیسا

رفیع اللہ میاں

دھند بولتی ہے

ایک طویل بے زار کن خاموشی میں

خاموشی جو نہیں دیکھ سکتی

اس پار جہاں کچھ ہے

اس دھند کے رشتے سے ہر کوئی

وہاں جانا چاہتا ہے

کوئی لڑکی

یا اس کے رشتے سے کوئی اور

جو ہاتھ تھام کر لے جائے

دھند کے لامتناہی سلسلوں کے پار

وہ دھند جس کے پیچھے خون کا دریا بہتا ہے

وہ جس کے پیچھے سناٹوں میں گھری شب میں

کوئی سسکتا ہے

اور وہ جہاں کوئی فن کار

خود پر طاری بے زاری سے مرتا ہے

ہو سکتا ہے

دھند کے پار دھند کی شکل واضح ہو

اور لفظ وجود رکھتا ہو

آواز میں لہک ہو

ہو سکتا ہے

کسی ہم شکل سے ملاقات ہو جائے

رفیع اللہ میاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujh Jaisa

Rafiullah Mian

dhund bolti hai
ek tawil be-zar-kun KHamoshi mein
KHamoshi jo nahin dekh sakti
us par jahan kuchh hai
us dhund ke rishte se har koi
wahan jaana chahta hai
koi laDki
ya us ke rishte se koi aur
jo hath tham kar le jae
dhund ke la-mutanahi silsilon ke par
wo dhund jis ke pichhe KHun ka dariya bahta hai
wo jis ke pichhe sannaTon mein ghiri shab mein
koi sisakta hai
aur wo jahan koi fankar
KHud par tari be-zari se marta hai
ho sakta hai
dhund ke par dhund ki shakl wazeh ho
aur lafz wajud rakhta ho
aawaz mein lahak ho
ho sakta hai
kisi ham-shakl se mulaqat ho jae

(576) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mujh Jaisa written by Rafiullah Mian at UrduPoint. Mujh Jaisa is one of the masterpieces written by Rafiullah Mian. You can also find the complete poetry collection of Rafiullah Mian by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafiullah Mian' above.

Mujh Jaisa is a widely read Urdu Nazam. If you like Mujh Jaisa, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.