Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai, Urdu Ghazal By Rahul Jha

Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahul Jha. Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ اس ادا سے محبت شناس ہونا ہے

راہل جھا

کچھ اس ادا سے محبت شناس ہونا ہے

خوشی کے باب میں مجھ کو اداس ہونا ہے

میں آج سوگ منانا سکھانے والا ہوں

ادھر کو آئیں جنہیں محو یاس ہونا ہے

نشست روح میں پاکیزگی ہے شرط مگر

بدن کی بزم میں بس خوش لباس ہونا ہے

میں خود ہی ہوتا ہوں اپنی نشاط کا باعث

سو مجھ کو خود مرے غم کی اساس ہونا ہے

ازل سے میری حفاظت کا فرض ہے ان پر

سبھی دکھوں کو میرے آس پاس ہونا ہے

یہ عاشقی ترے بس کی نہیں سو رہنے دے

کہ تیرا کام تو بس نا سپاس ہونا ہے

راہل جھا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai

Rahul Jha

kuchh is ada se mohabbat-shanas hona hai
KHushi ke bab mein mujh ko udas hona hai

main aaj sog manana sikhane wala hun
idhar ko aaen jinhen mahw-e-yas hona hai

nashist-e-ruh mein pakizgi hai shart magar
badan ki bazm mein bas KHush-libas hona hai

main KHud hi hota hun apni nashat ka bais
so mujh ko KHud mere gham ki asas hona hai

azal se meri hifazat ka farz hai un par
sabhi dukhon ko mere aas-pas hona hai

ye aashiqi tere bas ki nahin so rahne de
ki tera kaam to bas na-sipas hona hai

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai written by Rahul Jha at UrduPoint. Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai is one of the masterpieces written by Rahul Jha. You can also find the complete poetry collection of Rahul Jha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahul Jha' above.

Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Is Ada Se Mohabbat-shanas Hona Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.