Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin, Urdu Ghazal By Rajab Ali Beg Suroor

Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajab Ali Beg Suroor. Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مریض ہجر کو صحت سے اب تو کام نہیں

رجب علی بیگ سرور

مریض ہجر کو صحت سے اب تو کام نہیں

اگرچہ صبح کو یہ بچ گیا تو شام نہیں

رکھو یا نہ رکھو مرہم اس پہ ہم سمجھے

ہمارے زخم جدائی کو التیام نہیں

جگر کہیں ہے کہیں دل کہیں ہیں ہوش و حواس

فقط جدائی میں اس گھر کا انتظام نہیں

کوئی تو وحشی ہے کہتا کوئی ہے دیوانہ

بتوں کے عشق میں اپنا کچھ ایک نام نہیں

سحر جہاں ہوئی پھر شام واں نہیں ہوتی

بسان عمر رواں اپنا اک مقام نہیں

کیا جو وعدۂ شب اس نے دن پہاڑ ہوا

یہ دیکھیو مری شامت کہ ہوتی شام نہیں

وہی اٹھائے مجھے جس نے مجھ کو قتل کیا

کہ بہتر اس سے مرے خوں کا انتقام نہیں

اٹھایا داغ گل افسوس تم نے دل پہ سرورؔ

میں تم سے کہتا تھا گلشن کو کچھ قیام نہیں

رجب علی بیگ سرور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin

Rajab Ali Beg Suroor

mariz-e-hijr ko sehat se ab to kaam nahin
agarche subh ko ye bach gaya to sham nahin

rakho ya na rakho marham us pe hum samjhe
hamare zaKHm-e-judai ko iltiyam nahin

jigar kahin hai kahin dil kahin hain hosh o hawas
faqat judai mein is ghar ka intizam nahin

koi to wahshi hai kahta koi hai diwana
buton ke ishq mein apna kuchh ek nam nahin

sahar jahan hui phir sham wan nahin hoti
basan-e-umr-e-rawan apna ek maqam nahin

kiya jo wada-e-shab us ne din pahaD hua
ye dekhiyo meri shamat ki hoti sham nahin

wahi uThae mujhe jis ne mujh ko qatl kiya
ki behtar is se mere KHun ka intiqam nahin

uThaya dagh-e-gul afsos tum ne dil pe 'surur'
main tum se kahta tha gulshan ko kuchh qayam nahin

(606) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin written by Rajab Ali Beg Suroor at UrduPoint. Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin is one of the masterpieces written by Rajab Ali Beg Suroor. You can also find the complete poetry collection of Rajab Ali Beg Suroor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajab Ali Beg Suroor' above.

Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mariz-e-hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.