Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar, Urdu Ghazal By Rajeev Riyaz Pratapgarhi

Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajeev Riyaz Pratapgarhi. Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تباہی درد اذیت کا کارواں لے کر

راجیو ریاض پرتاپ گڑھی

تباہی درد اذیت کا کارواں لے کر

کہاں سے آئیں ہوائیں دھواں دھواں لے کر

بدن کا کیا ہے کھلونا ہے چاہے جو کھیلے

چلا گیا ہے کوئی اپنے ساتھ جاں لے کر

پلٹ کے آیا تو قدموں تلے زمین نہ تھی

مرے خدا میں کہاں جاؤں آسماں لے کر

تجھے پتہ ہی نہیں تو جہان ہے میرا

میں کیا کروں گا ترے بعد یہ جہاں لے کر

بس اک گماں تھا کہ اب بھی ریاضؔ زندہ ہوں

اب اپنی لاش کو بھٹکوں کہاں کہاں لے کر

راجیو ریاض پرتاپ گڑھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar

Rajeev Riyaz Pratapgarhi

tabahi dard aziyyat ka karwan le kar
kahan se aain hawaen dhuan dhuan le kar

badan ka kya hai khilauna hai chahe jo khele
chala gaya hai koi apne sath jaan le kar

palaT ke aaya to qadmon tale zamin na thi
mere KHuda main kahan jaun aasman le kar

tujhe pata hi nahin tu jahan hai mera
main kya karunga tere baad ye jahan le kar

bas ek guman tha ki ab bhi 'riyaz' zinda hun
ab apni lash ko bhaTkun kahan kahan le kar

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar written by Rajeev Riyaz Pratapgarhi at UrduPoint. Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar is one of the masterpieces written by Rajeev Riyaz Pratapgarhi. You can also find the complete poetry collection of Rajeev Riyaz Pratapgarhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajeev Riyaz Pratapgarhi' above.

Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tabahi Dard Aziyyat Ka Karwan Le Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.