Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala, Urdu Ghazal By Rajinder Manchanda Bani

Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajinder Manchanda Bani. Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ بات بات پہ جی بھر کے بولنے والا

راجیندر منچندا بانی

وہ بات بات پہ جی بھر کے بولنے والا

الجھ کے رہ گیا ڈوری کو کھولنے والا

لو سارے شہر کے پتھر سمیٹ لائے ہیں ہم

کہاں ہے ہم کو شب و روز تولنے والا

ہمارا دل کہ سمندر تھا اس نے دیکھ لیا

بہت اداس ہوا زہر گھولنے والا

کسی کی موج فراواں سے کھا گیا کیا مات

وہ اک نظر میں دلوں کو ٹٹولنے والا

وہ آج پھر یہی دہرا کے چل دیا بانیؔ

میں بھول کے نہیں اب تجھ سے بولنے والا

راجیندر منچندا بانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala

Rajinder Manchanda Bani

wo baat baat pe ji bhar ke bolne wala
ulajh ke rah gaya Dori ko kholne wala

lo sare shahr ke patthar sameT lae hain hum
kahan hai hum ko shab o roz taulne wala

hamara dil ki samundar tha us ne dekh liya
bahut udas hua zahr gholne wala

kisi ki mauj-e-farawan se kha gaya kya mat
wo ek nazar mein dilon ko TaTolne wala

wo aaj phir yahi dohra ke chal diya 'bani'
main bhul ke nahin ab tujh se bolne wala

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala written by Rajinder Manchanda Bani at UrduPoint. Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala is one of the masterpieces written by Rajinder Manchanda Bani. You can also find the complete poetry collection of Rajinder Manchanda Bani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajinder Manchanda Bani' above.

Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Baat Baat Pe Ji Bhar Ke Bolne Wala, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.