Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai, Urdu Nazam By Rajinder Manchanda Bani

Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Rajinder Manchanda Bani. Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادھر کی آواز اس طرف ہے

راجیندر منچندا بانی

اجاڑ سی دھوپ

آدھی ساعت

کہ نا مکمل علامتیں

داغ داغ آنکھیں

یہ ٹیلہ ٹیلہ

اترتی بھیڑیں

کہاں ہے

جو ان کے ساتھ ہوتا تھا

اک فرشتہ

کٹی پھٹی زرد

شام سے

کون بڑھ کے پوچھے

کہ ایک اک برگ

آگہی کا

ہوا کے پیلے

لرزتے ہاتھوں سے گر رہا ہے

تمام موسم بکھر رہا ہے

کہ دھیمے دھیمے سے آتی شب کا

یہ آبی منظر

خنک سا شیشہ

کہ وادی وادی کے درمیاں ہے

اگر ادھر کی صدا ہے کوئی

تو اس طرف ہے

ادھر کی آواز

اس طرف ہے

راجیندر منچندا بانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai

Rajinder Manchanda Bani

ujaD si dhup
aadhi saat
ki na-mukammal alamaten
dagh dagh aankhen
ye Tila Tila
utarti bheDen
kahan hai
jo un ke sath hota tha
ek farishta
kaTi phaTi zard
sham se
kaun baDh ke puchhe
ki ek ek barg
aagahi ka
hawa ke pile
larazte hathon se gir raha hai
tamam mausam bikhar raha hai
ki dhime dhime se aati shab ka
ye aabi manzar
KHunuk sa shisha
ki wadi wadi ke darmiyan hai
agar udhar ki sada hai koi
to us taraf hai
idhar ki aawaz
is taraf hai

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai written by Rajinder Manchanda Bani at UrduPoint. Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai is one of the masterpieces written by Rajinder Manchanda Bani. You can also find the complete poetry collection of Rajinder Manchanda Bani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajinder Manchanda Bani' above.

Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Idhar Ki Aawaz Is Taraf Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.