Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar, Urdu Ghazal By Ranj Merthi

Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ranj Merthi. Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فنا کی شکل بدن میں رہی بقا ہو کر

رنج میرٹھی

فنا کی شکل بدن میں رہی بقا ہو کر

بقا رہے گی مرے جسم میں فنا ہو کر

یہ انس ہے لب ہر زخم سے مرے قاتل

جو بد دعا بھی نکلتی ہے تو دعا ہو کر

محبت سر زلف بتاں خدا جانے

کہاں سے پڑ گئی پیچھے میرے بلا ہو کر

نکل پڑی ہے مرے دل کی الفت جاناں

نکل کے جائے کہاں مرغ رشتہ پا ہو کر

خدا ہی جانے کہ زاہد نے عہد کیوں توڑا

چلا ہے سوئے صنم خانہ پارسا ہو کر

رنج میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar

Ranj Merthi

fana ki shakl badan mein rahi baqa ho kar
baqa rahegi mere jism mein fana ho kar

ye uns hai lab-e-har-zaKHm se mere qatil
jo bad-dua bhi nikalti hai to dua ho kar

mohabbat-e-sar-e-zulf-e-butan KHuda jaane
kahan se paD gai pichhe mere bala ho kar

nikal paDi hai mere dil ki ulfat-e-jaanan
nikal ke jae kahan murgh-e-rishta-pa ho kar

KHuda hi jaane ki zahid ne ahd kyon toDa
chala hai su-e-sanam-KHana parsa ho kar

(424) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar written by Ranj Merthi at UrduPoint. Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar is one of the masterpieces written by Ranj Merthi. You can also find the complete poetry collection of Ranj Merthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ranj Merthi' above.

Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fana Ki Shakl Badan Mein Rahi Baqa Ho Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.