Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai, Urdu Ghazal By Rasa Rampuri

Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasa Rampuri. Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پی کے کر لیتا ہوں توبہ جب سے یہ دستور ہے

رسا رامپوری

پی کے کر لیتا ہوں توبہ جب سے یہ دستور ہے

دل بھی روشن ہے مرا منہ پر بھی میرے نور ہے

آہ کرتا ہوں تو برہم کے لیے ہوتے ہو تم

درد مندان محبت کا یہی دستور ہے

غیر سے ملنے کے شکوے پر قیامت ڈھا گیا

ان کا یہ کہنا کہ دل سے آدمی مجبور ہے

میں سوال وصل کر کے اس ادا پر مٹ گیا

ہنس کے فرمایا کہ یہ درخواست نامنظور ہے

حشر میں اللہ سے فریاد ان کے ظلم کی

اے رساؔ یہ بات تو شرط وفا سے دور ہے

رسا رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai

Rasa Rampuri

pi ke kar leta hun tauba jab se ye dastur hai
dil bhi raushan hai mera munh par bhi mere nur hai

aah karta hun to barham ke liye hote ho tum
dard-mandan-e-mohabbat ka yahi dastur hai

ghair se milne ke shikwe par qayamat Dha gaya
un ka ye kahna ki dil se aadmi majbur hai

main sawal-e-wasl kar ke us ada par miT gaya
hans ke farmaya ki ye darKHwast na-manzur hai

hashr mein allah se fariyaad un ke zulm ki
ai 'rasa' ye baat to shart-e-wafa se dur hai

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai written by Rasa Rampuri at UrduPoint. Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai is one of the masterpieces written by Rasa Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Rasa Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasa Rampuri' above.

Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye Dastur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.