Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai, Urdu Ghazal By Rasheeduzzafar

Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasheeduzzafar. Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری شناخت کے ہر نقش کو مٹاتا ہے

رشیدالظفر

مری شناخت کے ہر نقش کو مٹاتا ہے

وہ میرے سائے کو مجھ سے جدا دکھاتا ہے

بس ایک پل میں مٹا دیں گی سر پھری موجیں

گھروندے ریت کے ساحل پہ کیوں بناتا ہے

فضا میں کمرے کی پھیلی ہوئی ہے اک خوشبو

یہ کون آ کے کتابیں مری سجاتا ہے

یہی ملا ہے صلہ مجھ کو حق پرستی کا

کہ وقت نیزے پہ سر کو مرے اٹھاتا ہے

میں اس کے عشق میں ایسے مقام پر ہوں جہاں

اسی کا عکس ہر اک آئینہ دکھاتا ہے

رشیدالظفر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai

Rasheeduzzafar

meri shanaKHt ke har naqsh ko miTata hai
wo mere sae ko mujh se juda dikhata hai

bas ek pal mein miTa dengi sar-phiri maujen
gharaunde ret ke sahil pe kyon banata hai

faza mein kamre ki phaili hui hai ek KHushbu
ye kaun aa ke kitaben meri sajata hai

yahi mila hai sila mujh ko haq-parasti ka
ki waqt neze pe sar ko mere uThata hai

main us ke ishq mein aise maqam par hun jahan
usi ka aks har ek aaina dikhata hai

(329) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai written by Rasheeduzzafar at UrduPoint. Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai is one of the masterpieces written by Rasheeduzzafar. You can also find the complete poetry collection of Rasheeduzzafar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheeduzzafar' above.

Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri ShanaKHt Ke Har Naqsh Ko MiTata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.