Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha, Urdu Ghazal By Rashid Ameen

Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Ameen. Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر سے کوئی مضافات میں آیا ہوا تھا

راشد امین

شہر سے کوئی مضافات میں آیا ہوا تھا

ایک باشندہ مری گھات میں آیا ہوا تھا

یوں ہی کاٹے نہیں دشمن نے مرے دونوں ہاتھ

اس سے زر بڑھ کے مرے ہاتھ میں آیا ہوا تھا

اب جہاں خشک زمینیں ہیں بدن ہیں بنجر

یہ علاقہ کبھی برسات میں آیا ہوا تھا

آخری ریل تھی اور تجھ سے اچانک تھا ملاپ

میں عجب صورت حالات میں آیا ہوا تھا

اس طرح بانٹ دیا تو نے مجھے حصوں میں

جس طرح میں تجھے خیرات میں آیا ہوا تھا

میری پہچان بنے پیڑ پرندے اور پھول

سارا دیہات مری ذات میں آیا ہوا تھا

راشد امین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha

Rashid Ameen

shahr se koi mazafat mein aaya hua tha
ek bashinda meri ghat mein aaya hua tha

yunhi kaTe nahin dushman ne mere donon hath
us se zar baDh ke mere hath mein aaya hua tha

ab jahan KHushk zaminen hain badan hain banjar
ye ilaqa kabhi barsat mein aaya hua tha

aaKHiri rail thi aur tujh se achanak tha milap
main ajab surat-e-haalat mein aaya hua tha

is tarah banT diya tu ne mujhe hisson mein
jis tarah main tujhe KHairaat mein aaya hua tha

meri pahchan bane peD parinde aur phul
sara dehat meri zat mein aaya hua tha

(317) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha written by Rashid Ameen at UrduPoint. Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha is one of the masterpieces written by Rashid Ameen. You can also find the complete poetry collection of Rashid Ameen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Ameen' above.

Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr Se Koi Mazafat Mein Aaya Hua Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.