Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai, Urdu Ghazal By Rashid Qayyum Ansar

Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Qayyum Ansar. Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک ستارہ جو آسمان میں ہے

راشد قیوم انصر

اک ستارہ جو آسمان میں ہے

تیری سوچوں کے درمیان میں ہے

ماں کے قدموں میں جو سکوں ہے میاں

وہ زمیں پر نہ آسمان میں ہے

لفظ کڑوے ہیں تیرے لہجے کے

زہر کتنا تری زبان میں ہے

میرا کردار وہ نہیں لیکن

ذکر میرا بھی داستان میں ہے

تو ازل سے مری محبت ہے

تو ابد تک مرے دھیان میں ہے

دیکھ پتھر سے اب بھی رستا ہے

جانے کس کا لہو چٹان میں ہے

تیرے جانے کے بعد سے اب تک

اک اداسی مرے مکان میں ہے

اور بھی ہیں بہت حسیں انصرؔ

دل خوش فہم کس گمان میں ہے

راشد قیوم انصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai

Rashid Qayyum Ansar

ek sitara jo aasman mein hai
teri sochon ke darmiyan mein hai

man ke qadmon mein jo sukun hai miyan
wo zamin par na aasman mein hai

lafz kaDwe hain tere lahje ke
zahar kitna teri zaban mein hai

mera kirdar wo nahin lekin
zikr mera bhi dastan mein hai

tu azal se meri mohabbat hai
to abad tak mere dhiyan mein hai

dekh patthar se ab bhi rista hai
jaane kis ka lahu chaTan mein hai

tere jaane ke baad se ab tak
ek udasi mere makan mein hai

aur bhi hain bahut hasin 'ansar'
dil-e-KHush-fahm kis guman mein hai

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai written by Rashid Qayyum Ansar at UrduPoint. Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai is one of the masterpieces written by Rashid Qayyum Ansar. You can also find the complete poetry collection of Rashid Qayyum Ansar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Qayyum Ansar' above.

Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Sitara Jo Aasman Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.