Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata, Urdu Ghazal By Rashid Shahjahanpuri

Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Shahjahanpuri. Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہ قدر حسرت دل ظلم بھی ڈھانا نہیں آتا

رشید شاہجہانپوری

بہ قدر حسرت دل ظلم بھی ڈھانا نہیں آتا

وہ کیا تسکین دیں گے جن کو تڑپانا نہیں آتا

بقائے جاوداں کے راز سے واقف نہیں اے دل

جنہیں راہ وفا میں خاک ہو جانا نہیں آتا

بدلتے رہئے عنواں شرح روداد محبت کے

کسی صورت تمامی پر یہ افسانہ نہیں آتا

گرا دے قصر استبداد جو اک نعرۂ ہو سے

نظر ایسا کوئی بھی آج دیوانا نہیں آتا

رشید شاہجہانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata

Rashid Shahjahanpuri

ba-qadr-e-hasrat-e-dil zulm bhi Dhana nahin aata
wo kya taskin denge jin ko taDpana nahin aata

baqa-e-jawedan ke raaz se waqif nahin ai dil
jinhen rah-e-wafa mein KHak ho jaana nahin aata

badalte rahiye unwan sharh-e-rudad-e-mohabbat ke
kisi surat tamami par ye afsana nahin aata

gira de qasr-e-istibdad jo ek nara-e-hu se
nazar aisa koi bhi aaj diwana nahin aata

(477) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata written by Rashid Shahjahanpuri at UrduPoint. Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata is one of the masterpieces written by Rashid Shahjahanpuri. You can also find the complete poetry collection of Rashid Shahjahanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Shahjahanpuri' above.

Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ba-qadr-e-hasrat-e-dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.