Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain, Urdu Ghazal By Rashid Shahjahanpuri

Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Shahjahanpuri. Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نزع میں اب مرے جینے کی دعا کرتے ہیں

رشید شاہجہانپوری

نزع میں اب مرے جینے کی دعا کرتے ہیں

میری جان آپ پہ قربان یہ کیا کرتے ہیں

کیسی دلگیر ہے روداد محبت اے دوست

ہم کہا کرتے ہیں اور لوگ سنا کرتے ہیں

مے پرستی کوئی بدعت نہیں ہم تو اے شیخ

سنت حافظؔ و خیامؔ ادا کرتے ہیں

جور محبوب کا ہوتا ہو کہیں ذکر تو ہم

بن کے انجان توجہ سے سنا کرتے ہیں

مرگ بیمار محبت تو کوئی بات نہیں

آپ کو رشک مسیحا بھی کہا کرتے ہیں

رشید شاہجہانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain

Rashid Shahjahanpuri

naza mein ab mere jine ki dua karte hain
meri jaan aap pe qurban ye kya karte hain

kaisi dil-gir hai rudad-e-mohabbat ai dost
hum kaha karte hain aur log suna karte hain

mai-parasti koi bidat nahin hum to ai shaiKH
sunnat-e-'hafiz'-o-'KHayyam' ada karte hain

jaur-e-mahbub ka hota ho kahin zikr to hum
ban ke anjaan tawajjoh se suna karte hain

marg-e-bimar-e-mohabbat to koi baat nahin
aap ko rashk-e-masiha bhi kaha karte hain

(554) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain written by Rashid Shahjahanpuri at UrduPoint. Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain is one of the masterpieces written by Rashid Shahjahanpuri. You can also find the complete poetry collection of Rashid Shahjahanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Shahjahanpuri' above.

Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naza Mein Ab Mere Jine Ki Dua Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.