Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Rashid Taraz

Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Taraz. Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات آخر ہو ستم پیشوں پہ ایسا بھی نہیں

راشد طراز

رات آخر ہو ستم پیشوں پہ ایسا بھی نہیں

وقت رک جائے کہیں آ کے یہ ہوتا بھی نہیں

اپنے ہونے کی سزا کس کو ملا کرتی ہے

کس کو یہ زخم دکھاؤں جو ہویدا بھی نہیں

منتظر آئینہ خانے ہیں نہ جانے کس کے

شہر تمثال میں اب تو کوئی چہرہ بھی نہیں

تجھ سے منسوب تھے سب جور سہے ہم نے مگر

پاس ناموس محبت تھا پکارا بھی نہیں

کوئی حاصل نہیں اس کار جنوں کا راشدؔ

کھیلتا آگ سے ہوں اور تماشا بھی نہیں

راشد طراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin

Rashid Taraz

raat aaKHir ho sitam-peshon pe aisa bhi nahin
waqt ruk jae kahin aa ke ye hota bhi nahin

apne hone ki saza kis ko mila karti hai
kis ko ye zaKHm dikhaun jo huwaida bhi nahin

muntazir aaina-KHane hain na jaane kis ke
shahr-e-timsal mein ab to koi chehra bhi nahin

tujh se mansub the sab jaur sahe hum ne magar
pas-e-namus-e-mohabbat tha pukara bhi nahin

koi hasil nahin is kar-e-junun ka 'rashid'
khelta aag se hun aur tamasha bhi nahin

(406) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin written by Rashid Taraz at UrduPoint. Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Rashid Taraz. You can also find the complete poetry collection of Rashid Taraz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Taraz' above.

Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat AaKHir Ho Sitam-peshon Pe Aisa Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.