Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main, Urdu Ghazal By Rashmi Saba

Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashmi Saba. Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظ ہو پائی نہیں پھر بھی معانی میں ہوں میں

رشمی صبا

لفظ ہو پائی نہیں پھر بھی معانی میں ہوں میں

یعنی کردار نہیں اور کہانی میں ہوں میں

میری پہچان حوالوں ہی سے دی جاتی ہے

سیدھا اک نام نہیں ہوتا ہے یعنی میں ہوں میں

موج دریا کی تمہیں ساتھ لئے چلتی ہے

اور ادھر جھیل کے ٹھہرے ہوئے پانی میں ہوں میں

منزلیں گم ہیں قدم ٹھہرے ہوئے ہیں پھر بھی

زندگی کو یہ گماں ہے کی روانی میں ہوں میں

وہ ہے جنگل تو مجھے ڈھونڈھو پرندوں میں صباؔ

وہ ہے دریا تو سمجھ جاؤ کہ پانی میں ہوں میں

رشمی صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main

Rashmi Saba

lafz ho pai nahin phir bhi maani mein hun main
yani kirdar nahin aur kahani mein hun main

meri pahchan hawalon hi se di jati hai
sidha ek nam nahin hota hai yani mein hun main

mauj dariya ki tumhein sath liye chalti hai
aur udhar jhil ke Thahre hue pani mein hun main

manzilen gum hain qadam Thahre hue hain phir bhi
zindagi ko ye guman hai ki rawani mein hun main

wo hai jangal to mujhe DhunDho parindon mein 'saba'
wo hai dariya to samajh jao ki pani mein hun main

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main written by Rashmi Saba at UrduPoint. Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main is one of the masterpieces written by Rashmi Saba. You can also find the complete poetry collection of Rashmi Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashmi Saba' above.

Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.