Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna, Urdu Ghazal By Rauf Khalish

Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rauf Khalish. Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس خار مزاجی میں پھولوں کی طرح کھلنا

رؤف خلش

اس خار مزاجی میں پھولوں کی طرح کھلنا

سو بار گلے کرنا اک بار گلے ملنا

مانند شجر ہو تم رکتا ہے رکے موسم

خوشبو کو ہوا دے کر شاخوں کی طرح ہلنا

کوچوں میں گھروں میں اب اک شور شرابہ ہے

ہوتا نہیں اپنوں سے برسوں میں کبھی ملنا

چہروں کے مقدر میں کیوں جبر بھی شامل ہے

بس میں نہیں مرجھانا قابو میں نہیں کھلنا

دوری جو مہکتی ہے اک عمر کا حاصل ہے

اک زخم ہے نزدیکی کھلنا نہ کبھی سلنا

رؤف خلش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna

Rauf Khalish

is KHar-mizaji mein phulon ki tarah khilna
sau bar gile karna ek bar gale milna

manind-e-shajar ho tum rukta hai ruke mausam
KHushbu ko hawa de kar shaKHon ki tarah hilna

kuchon mein gharon mein ab ek shor sharaba hai
hota nahin apnon se barson mein kabhi milna

chehron ke muqaddar mein kyun jabr bhi shamil hai
bas mein nahin murjhana qabu mein nahin khilna

duri jo mahakti hai ek umr ka hasil hai
ek zaKHm hai nazdiki khilna na kabhi silna

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna written by Rauf Khalish at UrduPoint. Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna is one of the masterpieces written by Rauf Khalish. You can also find the complete poetry collection of Rauf Khalish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rauf Khalish' above.

Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Khaar-mizaji Mein Phulon Ki Tarah Khilna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.