Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki, Urdu Ghazal By Rauf Sadiq

Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rauf Sadiq. Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیار خواب میں کوشش ہے پھر سجانے کی

رؤف صادق

دیار خواب میں کوشش ہے پھر سجانے کی

بنا رہا ہوں میں تصویر آشیانے کی

ابھی تو صرف بگولے اٹھے خیالوں میں

ابھی سے رکنے لگی نبض کیوں زمانے کی

شعاعیں دینے لگے ایسا کے اندھیرے بھی

نئی ادا ہے چراغوں میں جھلملانے کی

محاذ میں نے ہی اپنے خلاف کھولا ہے

کہ آ گئی ہے گھڑی خود کو آزمانے کی

ذرا سی ٹھیس سے آنسو نکل پڑے ورنہ

یہ کوئی رسم نہیں ہے دیے جلانے کی

رؤف صادق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki

Rauf Sadiq

dayar-e-KHwab mein koshish hai phir sajaane ki
bana raha hun main taswir aashiyane ki

abhi to sirf bagule uThe KHayalon mein
abhi se rukne lagi nabz kyun zamane ki

shuaen dene lage aisa ke andhere bhi
nai ada hai charaghon mein jhilmilane ki

mahaz main ne hi apne KHilaf khola hai
ki aa gai hai ghaDi KHud ko aazmane ki

zara si Thes se aansu nikal paDe warna
ye koi rasm nahin hai diye jalane ki

(485) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki written by Rauf Sadiq at UrduPoint. Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki is one of the masterpieces written by Rauf Sadiq. You can also find the complete poetry collection of Rauf Sadiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rauf Sadiq' above.

Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dayar-e-KHwab Mein Koshish Hai Phir Sajaane Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.