Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha, Urdu Ghazal By Raunaq Raza

Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raunaq Raza. Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اندھیری کھائی سے گویا سفر چٹان کا تھا

رونق رضا

اندھیری کھائی سے گویا سفر چٹان کا تھا

جو فاصلہ مرے گھر سے ترے مکان کا تھا

بچھڑ کے تجھ سے وہ عالم مری اڑان کا تھا

کہ میں زمیں کا رہا تھا نہ آسمان کا تھا

تمام عمر مرے دل میں جو کھٹکتا رہا

وہ تیر تیرے کسی طنز کی کمان کا تھا

یقیں کے ٹھوس دلائل جسے نہ کاٹ سکے

تری وفا سے وہ رشتہ مرے گمان کا تھا

تم اپنے عزم کے شل بازوؤں کو مت چومو

مناؤ خیر کہ احسان بادبان کا تھا

رونق رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha

Raunaq Raza

andheri khai se goya safar chaTan ka tha
jo fasla mere ghar se tere makan ka tha

bichhaD ke tujh se wo aalam meri uDan ka tha
ki main zamin ka raha tha na aasman ka tha

tamam umr mere dil mein jo khaTakta raha
wo tir tere kisi tanz ki kaman ka tha

yaqin ke Thos dalael jise na kaT sake
teri wafa se wo rishta mere guman ka tha

tum apne azm ke shal bazuon ko mat chumo
manao KHair ki ehsan baadban ka tha

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha written by Raunaq Raza at UrduPoint. Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha is one of the masterpieces written by Raunaq Raza. You can also find the complete poetry collection of Raunaq Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raunaq Raza' above.

Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Andheri Khai Se Goya Safar ChaTan Ka Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.