Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae, Urdu Ghazal By Raunaq Raza

Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raunaq Raza. Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹھوکروں کی شے پرستش کی نظر تک لے گئے

رونق رضا

ٹھوکروں کی شے پرستش کی نظر تک لے گئے

ہم ترے کوچے کے اک پتھر کو گھر تک لے گئے

چھوڑ کر جاتے رہے سب کارواں والے مگر

راستے ہی ہم سفر نکلے جو گھر تک لے گئے

اپنے ہی مقتول ٹھہرے اپنے ہی قاتل بنے

اپنے ہی ہاتھوں سے ہم کشتی بھنور تک لے گئے

شام ہی تک تھا سکوت قبل طوفاں پھر نہ پوچھ

کیسے کیسے ہم چراغ شب سحر تک لے گئے

ٹوٹتا کب تک نہ آخر ایسے طائر کا غرور

نوچ کر صیاد جس کے بال و پر تک لے گئے

رونق رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae

Raunaq Raza

Thokaron ki shai parastish ki nazar tak le gae
hum tere kuche ke ek patthar ko ghar tak le gae

chhoD kar jate rahe sab karwan wale magar
raste hi ham-safar nikle jo ghar tak le gae

apne hi maqtul Thahre apne hi qatil bane
apne hi hathon se hum kashti bhanwar tak le gae

sham hi tak tha sukut-e-qabl-e-tufan phir na puchh
kaise kaise hum charagh-e-shab sahar tak le gae

TuTta kab tak na aaKHir aise tair ka ghurur
noch kar sayyaad jis ke baal-o-par tak le gae

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae written by Raunaq Raza at UrduPoint. Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae is one of the masterpieces written by Raunaq Raza. You can also find the complete poetry collection of Raunaq Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raunaq Raza' above.

Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thokaron Ki Shai Parastish Ki Nazar Tak Le Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.