KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya, Urdu Ghazal By Raunaq Shahri

KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raunaq Shahri. KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہش جب ابھری تو منظر ڈوب گیا

رونق شہری

خواہش جب ابھری تو منظر ڈوب گیا

یعنی پھر میں اپنے اندر ڈوب گیا

سہمی سہمی آنکھوں میں ویرانی ہے

یعنی میں پانی کے باہر ڈوب گیا

صبح ہوئی تو چرچا تھا یہ لوگوں میں

چاند اندھیرے میں ہی چھت پر ڈوب گیا

میں اس کی آنکھوں میں تہمت رکھ آیا

جسم کی تہہ میں شک کا خنجر ڈوب گیا

فاتح اور مفتوح مجھے دونوں کہئے

میں جب ابھرا سارا لشکر ڈوب گیا

رونق شہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya

Raunaq Shahri

KHwahish jab ubhri to manzar Dub gaya
yani phir main apne andar Dub gaya

sahmi sahmi aankhon mein virani hai
yani main pani ke bahar Dub gaya

subh hui to charcha tha ye logon mein
chand andhere mein hi chhat par Dub gaya

main us ki aankhon mein tohmat rakh aaya
jism ki tah mein shak ka KHanjar Dub gaya

fateh aur maftuh mujhe donon kahiye
main jab ubhra sara lashkar Dub gaya

(491) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya written by Raunaq Shahri at UrduPoint. KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya is one of the masterpieces written by Raunaq Shahri. You can also find the complete poetry collection of Raunaq Shahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raunaq Shahri' above.

KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahish Jab Ubhri To Manzar Dub Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.