Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun, Urdu Ghazal By Raunaq Shahri

Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raunaq Shahri. Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہنر کو لمس معانی سے میں گلاب کروں

رونق شہری

ہنر کو لمس معانی سے میں گلاب کروں

ہیں لفظ اپنے سبھی کس کا انتخاب کروں

جو چپ رہوں تو تعلق پہ بوجھ بن جاؤں

کہوں تو جرم کا جیسے میں ارتکاب کروں

خراشیں ڈال کے چہرے پہ جا رہا ہے وقت

پلٹ کے دیکھے وہ مجھ کو تو احتساب کروں

تو جل کے بجھ گیا کیسے مرے لہو کے چراغ

بیاض درد ترے نام انتساب کروں

عجیب نشۂ حیرت ہے اس کی آنکھوں میں

کبھی وہ مجھ کو دے موقع تو لا جواب کروں

رونق شہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun

Raunaq Shahri

hunar ko lams-e-maani se mein gulab karun
hain lafz apne sabhi kis ka intiKHab karun

jo chup rahun to talluq pe bojh ban jaun
kahun to jurm ka jaise main irtikab karun

KHarashen Dal ke chehre pe ja raha hai waqt
palaT ke dekhe wo mujh ko to ehtisab karun

tu jal ke bujh gaya kaise mere lahu ke charagh
bayaz-e-dard tere nam intisab karun

ajib nashsha-e-hairat hai us ki aankhon mein
kabhi wo mujh ko de mauqa to la-jawab karun

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun written by Raunaq Shahri at UrduPoint. Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun is one of the masterpieces written by Raunaq Shahri. You can also find the complete poetry collection of Raunaq Shahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raunaq Shahri' above.

Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hunar Ko Lams-e-maani Se Mein Gulab Karun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.