Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain, Urdu Ghazal By Raziq Ansari

Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raziq Ansari. Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے دل کی نگہبانی میں خوش ہیں

رازق انصاری

مرے دل کی نگہبانی میں خوش ہیں

ترے غم میری مہمانی میں خوش ہیں

پروں کو باندھ کر یہ مت سمجھنا

پرندے تیری نگرانی میں خوش ہیں

کریں کیوں اپنی خودداری کا سودا

کہ ہم اپنی پریشانی میں خوش ہیں

ضروری تو نہیں میں ڈوب جاؤں

مجھے سب دیکھ کے پانی میں خوش ہیں

اڑائیں گے یہی دھجی تمہاری

ابھی جو شخصیت خوانی میں خوش ہیں

رازق انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain

Raziq Ansari

mere dil ki nigahbani mein KHush hain
tere gham meri mehmani mein KHush hain

paron ko bandh kar ye mat samajhna
parinde teri nigrani mein KHush hain

karen kyon apni KHuddari ka sauda
ki hum apni pareshani mein KHush hain

zaruri to nahin main Dub jaun
mujhe sab dekh ke pani mein KHush hain

uDaenge yahi dhajji tumhaari
abhi jo shaKHsiyat-KHwani mein KHush hain

(443) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain written by Raziq Ansari at UrduPoint. Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain is one of the masterpieces written by Raziq Ansari. You can also find the complete poetry collection of Raziq Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raziq Ansari' above.

Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Dil Ki Nigahbani Mein KHush Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.