Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin, Urdu Ghazal By Reshma Zaidi

Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Reshma Zaidi. Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ناکامئ حیات کا حاصل کوئی نہیں

ریشما زیدی

ناکامئ حیات کا حاصل کوئی نہیں

حد نگاہ لگتا ہے منزل کوئی نہیں

جس طرح میری کشتیٔ حسرت ہوئی ہے غرق

اس طرح ڈوبتا لب ساحل کوئی نہیں

وحشت کی انجمن میں ہوئی تیرگی تمام

پرچھائیوں کے درد کا حاصل کوئی نہیں

اے خالق حیات اے مختار بحر و بر

کیا موج اضطراب کا ساحل کوئی نہیں

جب سیکڑوں ثبوت ہوں لاشوں کے ارد گرد

پھر کیسے ہو یقین کہ قاتل کوئی نہیں

بیعت میں کس کے ہاتھ پہ ریشمؔ کروں بتا

بزم سخن میں مرشد کامل کوئی نہیں

ریشما زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin

Reshma Zaidi

nakaami-e-hayat ka hasil koi nahin
hadd-e-nigah lagta hai manzil koi nahin

jis tarah meri kashti-e-hasrat hui hai gharq
us tarah Dubta lab-e-sahil koi nahin

wahshat ki anjuman mein hui tirgi tamam
parchhaiyon ke dard ka hasil koi nahin

ai KHaliq-e-hayat ai muKHtar-e-bahr-o-bar
kya mauj-e-iztirab ka sahil koi nahin

jab saikDon subut hon lashon ke ird-gird
phir kaise ho yaqin ki qatil koi nahin

bai'at main kis ke hath pe 'resham' karun bata
bazm-e-suKHan mein murshid-e-kaamil koi nahin

(411) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin written by Reshma Zaidi at UrduPoint. Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin is one of the masterpieces written by Reshma Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Reshma Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Reshma Zaidi' above.

Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nakaami-e-hayat Ka Hasil Koi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.