Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain, Urdu Ghazal By Rifat Al Husaini

Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Al Husaini. Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دو بوند کو شبنم کی گلزار ترستے ہیں

رفعت الحسینی

دو بوند کو شبنم کی گلزار ترستے ہیں

بادل تری رحمت کے جنگل پہ برستے ہیں

دو لفظ محبت کے دو لفظ تسلی کے

احباب و اعزا سب سننے کو ترستے ہیں

ہر موڑ پہ بیٹھے ہیں عفریت دہن کھولے

یہ کون سی منزل ہے یہ کون سے رستے ہیں

جن لوگوں سے رونق تھی اس شہر نگاراں کی

وہ شہر خموشاں کی خاموشی میں بستے ہیں

شعلے کبھی ہولی کے اٹھتے ہیں رگ جاں سے

بادل کبھی ساون کے آنکھوں سے برستے ہیں

رفعتؔ یہ خموشی بھی حالات کی صورت ہے

بے وجہ غریبوں پر کیوں آپ گرجتے ہیں

رفعت الحسینی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain

Rifat Al Husaini

do bund ko shabnam ki gulzar taraste hain
baadal teri rahmat ke jangal pe baraste hain

do lafz mohabbat ke do lafz tasalli ke
ahbab-o-aizza sab sunne ko taraste hain

har moD pe baiThe hain ifrit dahan khole
ye kaun si manzil hai ye kaun se raste hain

jin logon se raunaq thi us shahr-e-nigaran ki
wo shahr-e-KHamoshan ki KHamoshi mein baste hain

shoale kabhi holi ke uThte hain rag-e-jaan se
baadal kabhi sawan ke aankhon se baraste hain

'rifat' ye KHamoshi bhi haalat ki surat hai
be-wajh gharibon par kyon aap garajte hain

(520) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain written by Rifat Al Husaini at UrduPoint. Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain is one of the masterpieces written by Rifat Al Husaini. You can also find the complete poetry collection of Rifat Al Husaini by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Al Husaini' above.

Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Do Bund Ko Shabnam Ki Gulzar Taraste Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.