Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta, Urdu Ghazal By Rifat Sarosh

Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Sarosh. Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ دنیا آنی جانی ہے کوئی دائم نہیں رہتا

رفعت سروش

یہ دنیا آنی جانی ہے کوئی دائم نہیں رہتا

سدا خوشیاں نہیں رہتیں ہمیشہ غم نہیں رہتا

لہو کو گرم رکھتی ہے مسائل کی گراں باری

دل مردہ اسے کہیے کہ جس میں غم نہیں رہتا

یہی بستی ہے جس کے ہر گلی کوچے سے نسبت تھی

مگر اب یاں کوئی ہمدم کوئی محرم نہیں رہتا

نکل اب اپنے مسکن سے مقدر ہے ترا ہجرت

کہ دریا اپنے مخرج پر بھی تو قائم نہیں رہتا

بدلتی رہتی ہیں قدریں بدل جاتی ہیں تہذیبیں

زمانہ ایک مسلک پر سدا قائم نہیں رہتا

زبانیں ارتقا کی منزلوں سے جب گزرتی ہیں

بہت سے لفظ کٹ جاتے ہیں جن میں دم نہیں رہتا

سروشؔ آخر یہاں کس کس کے در پر دستکیں دو گے

یہاں اغیار بستے ہیں کوئی محرم نہیں رہتا

رفعت سروش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta

Rifat Sarosh

ye duniya aani-jaani hai koi daim nahin rahta
sada KHushiyan nahin rahtin hamesha gham nahin rahta

lahu ko garm rakhti hai masail ki giran-bari
dil-e-murda use kahiye ki jis mein gham nahin rahta

yahi basti hai jis ke har gali kuche se nisbat thi
magar ab yan koi hamdam koi mahram nahin rahta

nikal ab apne maskan se muqaddar hai tera hijrat
ki dariya apne maKHraj par bhi to qaem nahin rahta

badalti rahti hain qadren badal jati hain tahziben
zamana ek maslak par sada qaem nahin rahta

zabanen irtiqa ki manzilon se jab guzarti hain
bahut se lafz kaT jate hain jin mein dam nahin rahta

'sarosh' aaKHir yahan kis kis ke dar par dastaken doge
yahan aghyar baste hain koi mahram nahin rahta

(490) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta written by Rifat Sarosh at UrduPoint. Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta is one of the masterpieces written by Rifat Sarosh. You can also find the complete poetry collection of Rifat Sarosh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Sarosh' above.

Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Duniya Aani-jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.