Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha, Urdu Ghazal By Rifat Sarosh

Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Sarosh. Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر شور و شر تنہا گھر کے بام و در تنہا

رفعت سروش

شہر شور و شر تنہا گھر کے بام و در تنہا

تم نہیں تو لگتا ہے عالم بشر تنہا

درد آشنا طائر چھیڑ نغمۂ حسرت

کیوں خموش بیٹھا ہے غم کی شاخ پر تنہا

جب خوشی کا موسم تھا ہم سفر تھا اک عالم

کاٹنی ہے اب لیکن غم کی رہ گزر تنہا

ہر طرف تری یادیں مسکراتی رہتی ہیں

کس نے کہہ دیا تجھ سے اب ہے میرا گھر تنہا

تم نے بعد مدت کے دل کا حال پوچھا ہے

کروٹیں بدلتا ہے غم کی سیج پر تنہا

شہر کے گلی کوچے پوچھتے ہیں رہ رہ کر

اے سروشؔ پھرتے ہو کیوں ادھر ادھر تنہا

اے سروشؔ مت پوچھو میری کیا حقیقت ہے

زندگی کے صحرا میں درد کا شجر تنہا

رفعت سروش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha

Rifat Sarosh

shahr-e-shor-o-shar tanha ghar ke baam-o-dar tanha
tum nahin to lagta hai aalam-e-bashar tanha

dard aashna tair chheD naghma-e-hasrat
kyun KHamosh baiTha hai gham ki shaKH par tanha

jab KHushi ka mausam tha ham-safar tha ek aalam
kaTni hai ab lekin gham ki rahguzar tanha

har taraf teri yaaden muskuraati rahti hain
kis ne kah diya tujh se ab hai mera ghar tanha

tum ne baad muddat ke dil ka haal puchha hai
karwaTen badalta hai gham ki sej par tanha

shahr ke gali kuche puchhte hain rah rah kar
ai 'sarosh' phirte ho kyun idhar-udhar tanha

ai 'sarosh' mat puchho meri kya haqiqat hai
zindagi ke sahra mein dard ka shajar tanha

(446) ووٹ وصول ہوئے

You can read Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha written by Rifat Sarosh at UrduPoint. Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha is one of the masterpieces written by Rifat Sarosh. You can also find the complete poetry collection of Rifat Sarosh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Sarosh' above.

Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr-e-shor-o-shar Tanha Ghar Ke Baam-o-dar Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.