Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh, Urdu Ghazal By Rizwan Haider

Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rizwan Haider. Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں سناؤں کسے حیات کا دکھ

رضوان حیدر

میں سناؤں کسے حیات کا دکھ

میرے اندر ہے کائنات کا دکھ

وصل میں دن گزارنے والے

ہجر میں مجھ سے پوچھ رات کا دکھ

کون ہوں کیا ہوں کس لئے ہوں میں

مجھ کو کتنا ہے اپنی ذات کا دکھ

تلخ لہجہ کبھی گراں لہجہ

میں نے جھیلا ہے بات بات کا دکھ

غل ہے بستی میں مر گیا رضوانؔ

اب مناؤ مری وفات کا دکھ

رضوان حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh

Rizwan Haider

main sunaun kise hayat ka dukh
mere andar hai kaenat ka dukh

wasl mein din guzarne wale
hijr mein mujh se puchh raat ka dukh

kaun hun kya hun kis liye hun main
mujh ko kitna hai apni zat ka dukh

talKH lahja kabhi garan lahja
main ne jhela hai baat baat ka dukh

ghul hai basti mein mar gaya 'rizwan'
ab manao meri wafat ka dukh

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh written by Rizwan Haider at UrduPoint. Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh is one of the masterpieces written by Rizwan Haider. You can also find the complete poetry collection of Rizwan Haider by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwan Haider' above.

Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Sunaun Kise Hayat Ka Dukh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.