KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai, Urdu Ghazal By Rumana Rumi

KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rumana Rumi. KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خرد کی فتنہ سامانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

رومانہ رومی

خرد کی فتنہ سامانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

مرے دل کی پریشانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

اڑا دیں دھجیاں قانون تعزیرات کی ہم نے

جرائم کی فراوانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

غریبوں کے گھروں میں ایک بھی رونق نہیں باقی

بہار قصر سلطانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

نظر آتی ہیں ہر جانب نئی آبادیاں لیکن

دلوں کی خانہ ویرانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

اگرچہ اہل زر تعمیر کے وعدے تو کرتے ہیں

مگر تخریب سامانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

تبسم ہے لبوں پر یا تبسم کا جنازہ ہے

دلوں کی مرثیہ خوانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

غریبوں کے لہو سے قمقمے روشن ہیں محلوں کے

ہوس کی ظلم سامانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

کہیں صوبہ پرستی ہے کہیں فرقہ پرستی ہے

وہی تفریق انسانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

غلامی آج بھی ہے اور آقائی کی صورت میں

ادائے جبر سلطانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

ہے رومیؔ خوش نوا بے شک ہو کوئی بھی یہاں عنواں

ادا شان غزل خوانی جو پہلے تھی وہ اب بھی ہے

رومانہ رومی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai

Rumana Rumi

KHirad ki fitna-samani jo pahle thi wo ab bhi hai
mere dil ki pareshani jo pahle thi wo ab bhi hai

uDa din dhajjiyan qanun-e-taziraat ki hum ne
jaraem ki farawani jo pahle thi wo ab bhi hai

gharibon ke gharon mein ek bhi raunaq nahin baqi
bahaar-e-qasr-e-sultani jo pahle thi wo ab bhi hai

nazar aati hain har jaanib nai aabaadiyan lekin
dilon ki KHana-virani jo pahle thi wo ab bhi hai

agarche ahl-e-zar tamir ke wade to karte hain
magar taKHrib-samani jo pahle thi wo ab bhi hai

tabassum hai labon par ya tabassum ka janaza hai
dilon ki marsiya-KHwani jo pahle thi wo ab bhi hai

gharibon ke lahu se qumqume raushan hain mahlon ke
hawas ki zulm-samani jo pahle thi wo ab bhi hai

kahin suba-parasti hai kahin firqa-parasti hai
wahi tafriq-e-insani jo pahle thi wo ab bhi hai

ghulami aaj bhi hai aur aaqai ki surat mein
ada-e-jabr-e-sultani jo pahle thi wo ab bhi hai

hai 'rumi' KHush-nawa be-shak ho koi bhi yahan unwan
ada shan-e-ghazal-KHwani jo pahle thi wo ab bhi hai

(638) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai written by Rumana Rumi at UrduPoint. KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai is one of the masterpieces written by Rumana Rumi. You can also find the complete poetry collection of Rumana Rumi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rumana Rumi' above.

KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHirad Ki Fitna-samani Jo Pahle Thi Wo Ab Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.