Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche, Urdu Ghazal By Saadat Nazeer

Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saadat Nazeer. Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہے دل کی دل میں زباں تک نہ پہنچے

سعادت نظیر

رہے دل کی دل میں زباں تک نہ پہنچے

مرا غم حدود بیاں تک نہ پہنچے

یہ ہستی نہ ہو بے خودی رفتہ رفتہ

کہیں خواب خواب گراں تک نہ پہنچے

ترا مرتبہ اے زمیں اللہ اللہ

تری گرد کو آسماں تک نہ پہنچے

دیا تو مری آرزو کا جلے اور

اجالا کسی کے مکاں تک نہ پہنچے

یہی اب ہے بہتر کہ چپ سادھ لیجے

کوئی بات پھر داستاں تک نہ پہنچے

نہ چھیڑیں وہ تار رگ جاں سعادتؔ

کہیں نغمۂ دل فغاں تک نہ پہنچے

سعادت نظیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche

Saadat Nazeer

rahe dil ki dil mein zaban tak na pahunche
mera gham hudud-e-bayan tak na pahunche

ye hasti na ho be-KHudi rafta rafta
kahin KHwab KHwab-e-giran tak na pahunche

tera martaba ai zamin allah allah
teri gard ko aasman tak na pahunche

diya to meri aarzu ka jale aur
ujala kisi ke makan tak na pahunche

yahi ab hai behtar ki chup sadh lije
koi baat phir dastan tak na pahunche

na chheDen wo tar-e-rag-e-jaan 'saadat'
kahin naghma-e-dil fughan tak na pahunche

(541) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche written by Saadat Nazeer at UrduPoint. Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche is one of the masterpieces written by Saadat Nazeer. You can also find the complete poetry collection of Saadat Nazeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saadat Nazeer' above.

Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rahe Dil Ki Dil Mein Zaban Tak Na Pahunche, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.